BLOGSPOT.COM PAR FREE WEBSITE KAISE BANAAYE

BLOGSPOT.COM PAR FREE WEBSITE KAISE  BANAAYE

Jaha tak baat kare website banaane ki ham me se bahut saare khud ki ek website banana chahta hai par unhe jankari nahi hoti or jab baat paise ki aa jaati hai to wo piche ho jaate hai bahut se aise log hote hai jo paisa nahi lagaana chahte hai suru me sabse pahle wo chij ko try ( aajmana) karna chahte hai Or mera v yahi manna hai.

    So, iske liye me aapko free website banane ki jankaari dene jaa raha hooo jab aap isme experienced ho jaate hai tab aap aage jaakar paid website service le sakte hai jo ki free website se thodi behtar hoti hai usme kuch jyada features or service milti hai. To me pahle aapko Blogspot.com par free website banane k bare me batata hoo baaki baatein baad k posts me karenge

Blogspot.com par free website banane k liye aapke pash gmail account hona jaruri hai tab jaakar aap free website bana sakte hai àgar nahi hai to aap sabse pahle GMAIL ACCOUNT bana lijiye.....

Let's get started
    Blogspot.com par free website banane k liye: 

  1. Sabse pahle aapko iske website Blogspot.com par jaana hoga
  2. Yaha jaane k baad - CREATE YOUR BLOG k option me tab  karna hoga
  3. Jaise hi aap CREATE YOUR BLOG tap karte hai uske baad aapko EMAIL ID dena hoga
  4. Aakhir me EMAIL ID dene k baad aapka free website account bankar tyaar ho jaayega . Jo khulne k baad kuch is tarah dikhega.........

Banne k baad aap articles likhiye or unhe post karna suru kar de ....
                 
Agar aapko meri madad pasand lagi ho to please ise aage social sites Facebook, Whatsapp,google+, twitter etc..par share kar de....
                    Dhanyawad keep visiting to my blog


टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

BLOG और BLOGGING KYA HOTA HAI..?

CORONA VIRUS SE BACHAAO K LIYE 5 IMPORTANT BAATE

WORDPRESS WEBHOSTING RENEWAL पर पैसे कैसे बचाए ?